Om Jai Jagadish (2002) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Om Jai Jagadish 2002 Information of Bollywood movie Om Jai Jagadish (2002)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Om Jai Jagadish released in year 2002.

Genre Drama, Family, Foreign

Persons
Actor
Waheeda Rehman, Anil Kapoor, Fardeen Khan, Abhishek Bachchan, Mahima Chaudhry, Urmila Matondkar, Tara Sharma, Annu Kapoor, Parmeet Sethi, Rakesh Bedi, Raju Kher, Lillete Dubey
Director
Anupam Kher
Producer
Vashu Bhagnani
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Jab tu chota tha, bol nahi sakta tha … toh mujhe teri har baat samajh mein aati thi … ab tu itna bada ho gaya hai, aur har lafz saaf saaf bolta hai … toh mujhe teri koi baat samajh mein nahi aati
by Waheeda Rehman
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Is duniya mein chahe woh insaan ho yah makaan ho … ek din mitt hi jaata hai … nahi mitta hai toh woh hai pyar
by Waheeda Rehman
in Romance
tagged as: Drama, House, Romance

~~ ~~
3) Patjhad ke baad aate hai din bahaar ke … jeena kya jeevan se haar ke
by Anil Kapoor
in Shayari
tagged as: Defeat & Failure, Shayari, Weather

~~ ~~
4) Pyar toh zindagi hai, ek ehsaas hai … jis mann ko chu jaata hai us mann mein bas jaata hai … hamesha ke liye, zindagi bhar ke liye
by Anil Kapoor
in Romance
tagged as: Life, Romance

~~ ~~
5) Kai baar logon ke liye yeh faisla karna mushkil ho jaata hai … ki hamara dil bada hai yah hamara bungla
by Fardeen Khan
in House
tagged as: Comedy, House

~~ ~~
6) Ghar se door raho toh ehsaas hota hai … maa kya hoti hai, ghar waale kya hote hai
by Fardeen Khan
in House
tagged as: Family, House, Parents

~~ ~~
7) Agar apni jeet ka asli mazaa lena hai … toh uski tulna kisi doosre ki haar se mat karo
by Anil Kapoor
in Victory & Success
tagged as: Defeat & Failure, Inspiration, Victory & Success

~~ ~~
8) Kahani ke anth mein sab thik ho jaata hai … aur thik na ho toh samjho kahani khatam nahi hui
by Fardeen Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Sach ko sach banane ke liye do logon ki zaroorat hoti hai … ek joh sach bol sake aur doosra joh sach sun sake
by Anil Kapoor
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
10) Aadmi apne jazbaat aur utavalepan se nahi … apni mehnat aur dimaag se kamyab hota hai
by Shishir Sharma
in Victory & Success
tagged as: Inspiration, Victory & Success

~~ ~~
11) Pyar ki taqat daulat ki taqat se oonchi hoti hai
by Anil Kapoor
in Romance
tagged as: Drama, Money, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Om Jai Jagadish (2002), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *