Information of Bollywood movie Once Upon a Time in Mumbaai (2010)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Once Upon a Time in Mumbaai released in year 2010.
Genre Action, Crime, Romance, Thriller
Persons
Actor
Ajay Devgan, Emraan Hashmi, Kangana Ranaut, Prachi Desai, Randeep Hooda
Director
Milan Luthria
Producer
Ekta Kapoor, Shobha Kapoor
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Main un cheezon ki smuggling karta hoon, jinki ijaazat sarkar nahi deti … un cheezon ki nahi, jinki ijaazat zameer nahi deta
by Ajay Devgan
in Government
tagged as: Drama, Government, Rowdyism
~~ ~~
2) Aadmi tabhi bada banta hai … jab bade log usse milne ka intezaar kare
by Emraan Hashmi
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
3) Dua mein yaad rakhna
by Ajay Devgan
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God
~~ ~~
4) Zindagi ho toh smuggler jaisi … sari duniya raakh ki tarah neeche aur khud dhuen ke tarah upar
by Emraan Hashmi
in Life
tagged as: Life, World & Universe
~~ ~~
5) Raaste ki parwah karoonga toh … manzil bura maan jayegi
by Emraan Hashmi
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
6) Sher se hal chalaoge toh kisaan toh marega hi
by Emraan Hashmi
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds
~~ ~~
7) Mushkil toh yeh hai ki main abhi theek tarah se bhigda bhi nahi … aur tumne sudhaarna shuru kar diya
by Emraan Hashmi
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
8) Jinki manzil ek hoti hai … woh raaston par hi toh milte hai
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
9) Joh bistar pe zabaan dete hai … woh aksar badal jaate hai
by Emraan Hashmi
in Adult
tagged as: Adult, Drama
~~ ~~
10) Hamari tasveerein kheench ke apni dukaan mein laga lena … kabhi zaroorat padhe, toh dono mein se ek bhagwan chun lena
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God
~~ ~~
11) Jab dost banake kaam ho sakta hai … toh phir dushman kyun banaye?
by Ajay Devgan
in Friendship
tagged as: Enemy, Friendship
~~ ~~
12) Agar dhanda shanti se karna hai toh … dhamake toh karne hi padenge
by Emraan Hashmi
in Business
tagged as: Action, Business
~~ ~~
13) Joh apni maa ki izzat nahi karte … main unka baap bankar aata hoon
by Ajay Devgan
in Parents
tagged as: Action, Parents
~~ ~~
14) Sooch lo, baat khatam karni hai … ya kahani shuru
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
15) Yeh umar sudharne ki nahi … bighade ki hai
by Emraan Hashmi
in Romance
tagged as: Romance
~~ ~~
16) Jaise tu hua tha … upar waale ki dua se, thodi mehnat se … aur bahut sari lagan se
by Ajay Devgan
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
17) Kashti leharon se takrayegi … toh hi kinaare naseeb honge
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
18) Himmat batai nahi … dikhai jaati hai
by Ajay Devgan
in Courage
tagged as: Courage, Inspiration
~~ ~~
19) Main apne kaam karne ka tareeka badal raha hoon … tevar nahi
by Ajay Devgan
in Rowdyism
tagged as: Drama, Rowdyism
~~ ~~
20) Main har kaam paise ke liye nahi karta
by Ajay Devgan
in Money
tagged as: Money
~~ ~~
21) Aaj ka kaam kal par chhodonga … toh aaj bura maan jayega
by Emraan Hashmi
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
22) Joh apne beete huye kal se bhaagta hai … woh zindagi ki race kabhi nahi jeetta
by Ajay Devgan
in Life
tagged as: Drama, Life, Victory & Success
~~ ~~
23) Supari li hai toh chuna nahi lagaunga
by Emraan Hashmi
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism
~~ ~~
24) Jurm ke raaste kitne bhi makhmali kyun na hoon … khatam toh jail ke kambal mein hi hote hai
by Randeep Hooda
in Crime
tagged as: Crime
~~ ~~
25) Agar kisi cheez ki lat padh jaye … toh woh lat aadmi ki pehchaan ban jaati hai
by Randeep Hooda
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
26) Chaukiyan chahe police ki ho … shehar ke commissioner to hum hi log hai
by Ajay Devgan
in Rowdyism
tagged as: Police, Rowdyism
~~ ~~
27) Tumhari baat ka jawaab de diya … toh tumhara sawaal bura maan jayega
by Emraan Hashmi
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
28) Waqt bhi kahan badalta hai … sirf guzarta hai
by Ajay Devgan
in Time
tagged as: Drama, Time
~~ ~~
29) Koi bhi dhanda aadmi ki himmat se bada nahi hota
by Emraan Hashmi
in Courage
tagged as: Business, Courage, Inspiration
~~ ~~
30) Aadmi halaat bighadane ke liye burre kaam nahi karta … halaat sudhaarne ke liye karta hai
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
31) Gufaa mein andhera kitna hi ho … kinaare pe roshni zaroor hoti hai
by Randeep Hooda
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration
~~ ~~
32) Isse zindagi se zyada apni jeet pyari hai
by Ajay Devgan
in Victory & Success
tagged as: Life, Victory & Success
~~ ~~
33) Ab dekhna yeh hai ki aankh milake baat karta hai … ya peet peeche vaar
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
34) Garam joshi achchi cheez hai … lekin agar hadh se badh jaye toh khud ko jaala deti hai
by Randeep Hooda
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
35) Is khel mein joh power hai na … uska nasha hi alag hai
by Emraan Hashmi
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism
~~ ~~
36) Gaadi chahe kitni bhi tezz ho … usse rokne ke liye ek keel kafi hai
by Randeep Hooda
in Transportation
tagged as: Drama, Transportation
~~ ~~
37) Aaj ke baad tu sirf wohi bolega … joh main sunna chahta hoon
by Ajay Devgan
in Rowdyism
tagged as: Drama, Rowdyism
~~ ~~
38) Insaan ki dukhti rug uski har taqat se badhkar hoti hai
by Randeep Hooda
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
39) Desh se wafaadari kisi ek shaksh se gaddari se kahin zyada badhkar hoti hai
by Randeep Hooda
in Patriotism
tagged as: Drama, Patriotism
~~ ~~
40) Mere jaise kapde pehanke tu Sultan Mirza dikh to sakta hai … lekin ban nahi sakta
by Ajay Devgan
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes
~~ ~~
41) Cheete ki raftaar se, ajgar ki pakad se aur Sultan ke dimaag se koi nahi bach sakta
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds
~~ ~~
42) Aankhen khuli rakhon toh aansoon bhi kaale … aur bandh karoon toh sapne bhi kaale
by Ajay Devgan
in Dreams
tagged as: Dreams, Sadness
~~ ~~
43) Yeh ghoda hai ghoda … bade bade zindagi ki race haar jaate hai iske saamne … iski lagaam jiske haath mein, power ussi ka … ek minute mein ya toh baazi palat jaati hai … ya khelne waala
by Emraan Hashmi
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism
~~ ~~
44) Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye … un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai
by Ajay Devgan
in Action
tagged as: Action
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Once Upon a Time in Mumbaai (2010), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply