Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! (2013) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! 2013 Information of Bollywood movie Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! (2013)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! released in year 2013.

Genre Action, Crime, Drama, Romance

Persons
Actor
Akshay Kumar, Sonakshi Sinha, Imran Khan, Sonali Bendre, Kurush Deboo, Pitobash
Director
Milan Luthria
Music
Pritam Chakraborty, Sandeep Shirodkar
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauf … kabhi bhi kam nahi hona chahiye
by Akshay Kumar
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Money

~~ ~~
2) Hero marne ke baad swarg jaata hai … aur villian jeete ji swarg paata hai
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
3) Agar main hero ban gaya … toh meri pehchaan bura maan jayegi
by Akshay Kumar
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
4) Mujhe achcha banne ka koi shaunk nahi hai … suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
5) Khiladi tha … ab pura khel hoon
by Akshay Kumar
in Rowdyism
tagged as: Inspiration, Rowdyism

~~ ~~
6) Mohabbat woh mohra hai jiski wajah se bade badhon ko maat mili hai
by Akshay Kumar
in Romance
tagged as: Defeat & Failure, Romance

~~ ~~
7) In award ki keemat sirf ek saal ki hoti hai … par duayein hamesha saath deti hai … is liye kehna chahongi, bus dua mein yaad rakhna
by Sonakshi Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Chaubees ghante ka time hai … khud nahi aayi toh is Ravan se bachane ke liye koi Ram nahi aane waala
by Akshay Kumar
in Time
tagged as: Drama, Religion & God, Time

~~ ~~
9) Ladki jab roti hai na bahut saare reasons hote hai … par jab ladka rota hai … reason ladki hi hoti hai
by Imran Khan
in Women
tagged as: Comedy, Men, Women

~~ ~~
10) Hero kya hota hai? … pyar ke liye ladne waala, dosti ke liye marne waala … kismat se fakeer par himmat se bhara hua … sharif aadmi
by Akshay Kumar
in Truth & Honesty
tagged as: Courage, Friendship, Truth & Honesty

~~ ~~
11) Dafan toh sabne hona hai ek din … jeete ji dab gaya toh jeena mitti hai
by Imran Khan
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
12) Apni dosti tire aur tube jaisi hai … hawa teri nikalti hai aur bahet main jaata hoon
by Imran Khan
in Friendship
tagged as: Comedy, Friendship

~~ ~~
13) Kisi ki itni baddua bhi mat lo … ke log duaon mein tumhari maut maange
by Sonali Bendre
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
14) Pyar mein marne ke liye tayyar ho jao
by Akshay Kumar
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
15) Mehnat se sirf ghar bante hai … sapno ke mahal nahi
by Akshay Kumar
in House
tagged as: Drama, Dreams, House

~~ ~~
16) Maan gaya toh thik hai … varna galat kaam toh main bachpan se karte aa raha hoon
by Akshay Kumar
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Rowdyism

~~ ~~
17) Aaj kal pyar na naukrani jaisa ho gaya hai … aata hai, bell bhajata hai, kaam karta hai aur chala jaata hai
by Akshay Kumar
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
18) Naam bata diya … toh pehchaan bura maan jayegi
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
19) Aadmi toh auraton ke hote hai … mujhe mard chahiye, mard
by Akshay Kumar
in Men
tagged as: Comedy, Men

~~ ~~
20) Apne dhande ki ek saying hai … jahan teen ka tikda, wahan kaam bhigda
by Imran Khan
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
21) Bachpan se aaj tak is shehar ne har haq diya … lekin dekho baat pyar ki aayi toh sautela kar diya
by Akshay Kumar
in City & Places
tagged as: City & Places, Shayari

~~ ~~
22) Insaan ki zindagi par shak hota hai … bus wahi nahi milta jispar hamara haq hota hai
by Sonakshi Sinha
in Shayari
tagged as: Drama, Life, Shayari

~~ ~~
23) Mera naam hi kaafi hai … logon ke pasine chhudane ke liye
by Akshay Kumar
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
24) Naam apna bada na ho … par humne kaam kabhi chote nahi kiye hai
by Imran Khan
in Rowdyism
tagged as: Drama, Rowdyism

~~ ~~
25) Aam aadmi aam hi ki tarah hote hai … koi unhe choos leta hai toh phir koi unhe kaat deta hai
by Akshay Kumar
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
26) Is shehar ke shahenshah log mahalo mein rehte hai … par is jungle ko chalane ke liye joh sher chahiye woh sadako par hi pehda hote hai
by Akshay Kumar
in Rowdyism
tagged as: Animals & Birds, City & Places, Rowdyism

~~ ~~
27) Seedhe toh aaj kal sadhu nahi chalte … main toh phir shaitan hoon
by Akshay Kumar
in Truth & Honesty
tagged as: Comedy, Truth & Honesty

~~ ~~
28) Main ek baar dhande ke paise chhod sakta hoon … par jeet ka maal nahi
by Akshay Kumar
in Business
tagged as: Business, Money, Victory & Success

~~ ~~
29) Ravan Ram Ram nahi karte … seedha Sita ko utha lete hai
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
30) Jab mila tha tu mere ghutne tak aata tha … aaj tujhe tere ghutno pe lana hoga
by Akshay Kumar
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
31) Doodh mein nimbu jisne daala … paneer uska
by Akshay Kumar
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
32) Jinki kismat chamakni hoti hai … wohi meri nazar mein aa jaate hai
by Akshay Kumar
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
33) Subah ki pehli local se leke raat ki aakhri botal tak … har aadmi ki zubaan par sirf ek hi naam hona chahiye
by Akshay Kumar
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism, Transportation

~~ ~~
34) Galati karne waalo ke liye Shoaib sirf ek hi raasta chhodta hai … upar ka
by Akshay Kumar
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
35) Ab agar kisi ne tumhe mujhse cheen liya … toh mera guroor haar jayega
by Akshay Kumar
in Defeat & Failure
tagged as: Defeat & Failure, Romance

~~ ~~
36) Logon ko jahan attack aata hai … apne ko wahan pyar aa gaya hai
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
37) Yeh dhyan rakhna … jiske kadmo mein duniya rakhna chahte ho … kahin aaisa na ho ki uski duniya hi alag ho
by Sonali Bendre
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
38) Tu apna bachcha hai … tere maatam pe ek peg extra lagaonga … lekin saale tujhe maaroonga zaroor
by Akshay Kumar
in Action
tagged as: Action, Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
39) Apno se jeetkar bhi haar hi milti hai
by Sonali Bendre
in Drama
tagged as: Defeat & Failure, Drama

~~ ~~
40) Tevar na dikhao toh log aankhen dikhane lagte hai
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
41) Tum woh mannat ho … joh minnatein karke poori hoti hai
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
42) Jitne mere khilaf khade huye hai … woh saale kabr mein pair failake lete huye hai
by Akshay Kumar
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
43) Mujhe yaad kiye bina toh achche logon ki misaal nahi di jaati
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
44) Sooch ke bolonga toh baat bura maan jayegi
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
45) Tumne mujhe bahut kuch diya aur mera sab kuch cheen liya … khushiya di lekin baatne waale nahi, tofhe diye lekin taarif karne waale nahi … aasman par bhithakar meri zameen cheen li tumne
by Sonali Bendre
in Drama
tagged as: Drama, Happiness

~~ ~~
46) Machar jiska khoon peeta hai … saala marta bhi us hi ke haathon hai
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
47) Duniya mein do tarah ke mard hote hai … ek joh kabhi mauke par saath nahi dete … aur ek joh mauka dhoondte rehte hai
by Sonakshi Sinha
in Men
tagged as: Drama, Men

~~ ~~
48) Agar isko kuch hua na … toh tera postmortem pakka
by Akshay Kumar
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
49) Baaziyan palat jaati hai jab insaan palatte hai
by Akshay Kumar
in Sports & Games
tagged as: Drama, Sports & Games

~~ ~~
50) Sachche dost aasoon ki tarah hote hai … yahan dil udaas hua … wahan woh aa gaye
by Imran Khan
in Friendship
tagged as: Drama, Friendship, Sadness

~~ ~~
51) Pyar ke joh kisse hote hai … bahut kam logon ke hisse hote hai
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
52) Tujhe chaand de diya toh baki sab Eid kaise manayenge … aur taare dilwa diye toh chaand akela padh jayega na
by Imran Khan
in World & Universe
tagged as: Comedy, World & Universe

~~ ~~
53) Sitaro ke tootne se aasman ko koi farak nahi padta
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
54) Dushman jab haath se nikal jaata hai na … toh poori raat chudiyon ki awaaz sunai deti hai
by Akshay Kumar
in Enemy
tagged as: Comedy, Enemy

~~ ~~
55) Joh tumhare raaste pe chalta hai … wohi tumhara raasta kaatne ki koshish karta hai
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
56) Jaan se zyada yahan zubaan ki keemat hoti hai
by Imran Khan
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
57) Jitne tune rozze nahi dekhe na … usse zyada chaand raatein dekhi hai maine
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
58) Keemat thik lagi ho … toh sabse pehle sapne hi bikte hai
by Akshay Kumar
in Dreams
tagged as: Drama, Dreams

~~ ~~
59) Laal batti se mera bada purana rishta hai … hamesha mere peeche rahi hai … aaj aage hai
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
60) Pyar mein aadmi cricketer jaisa hota hai … dil out ho jaata hai dimaag appeal karta rehta hai
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Comedy, Romance, Sports & Games

~~ ~~
61) Aadmi ki zindagi ko swarg aurat banati hai … aur aadmi ko swargwasi bhi aurat
by Imran Khan
in Women
tagged as: Life, Men, Women

~~ ~~
62) Pyar bhaut badi googly hoti hai … mil jaye toh badam varna saali moongphali bhi nahi hoti hai
by Akshay Kumar
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Romance, Shayari

~~ ~~
63) Ab iske alava aur kuch utaarke phekne ko mat kehna … varna meri sharafat bura maan jayegi
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Adult, Comedy, Truth & Honesty

~~ ~~
64) Koi kaam aadmi achcha kare toh saale ke liye champagne kholo … bura toh uski khopdi
by Akshay Kumar
in Food & Drinks
tagged as: Action, Food & Drinks

~~ ~~
65) Andhar ki baat bolni ho … toh bahar se sahi lagna chahiye
by Imran Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
66) Pyar mein aadmi double jeeta hai … jab poori duniya soyi rehti hai tab bhi woh jaage rehta hai … ho gaya na double
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Comedy, Life, Romance

~~ ~~
67) Rishtey jazbaato se bante hai … zabardasti se nahi
by Sonakshi Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
68) Bahut dino baad Bambai ne mujhe apni baahon mein bulaya hai … ab dekhna yeh hai ke woh gale lagati hai … yah phir gala kaatti hai
by Akshay Kumar
in City & Places
tagged as: City & Places, Drama

~~ ~~
69) Main tujhe marra hua dekh sakta hoon … lekin kabhi shak se nahi dekh sakta
by Akshay Kumar
in Drama
tagged as: Action, Drama

~~ ~~
70) Lagta hai bhagwan ne saara maal pani aankhon mein de rakha hai … upar dena bhool gaya hai
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
71) Pyar mein aadmi cutting chai jaisa hota hai … na pyaas bhujti hai na mann bharta hai
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Romance

~~ ~~
72) Kehte hai ki mera dimaag museum mein rakhne layak hai
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
73) Khuda itni zehmat kar … ke bandhe thodi rehmat kar
by Imran Khan
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
74) Yeh zubaan ki chupi … pyar ki puppy lene hi nahi degi
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Comedy, Romance

~~ ~~
75) Aadmi ki achchai dab sakti hai … marr nahi sakti
by Imran Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
76) Aathana dalke do kaudi ki dhamki toh koi bhi de sakta
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
77) Kaam bhale hi main gande karta hoon … par saaf sutre rehne ki gandi aadat hai mujhe
by Mahesh Manjrekar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
78) Himmat ko aage badhne ke liye pairo ki zaroorat nahi hoti
by Imran Khan
in Courage
tagged as: Courage, Inspiration

~~ ~~
79) Main ek din mein do galat kaam nahi karta
by Imran Khan
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Rowdyism

~~ ~~
80) Sharif khaye daal roti aur kamina seekh boti
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
81) Yeh aankhen nahi khatarnak ghat hai … ek taraf khai hai, ek taraf pahad … kahin phisal na jaana
by Akshay Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
82) Yeh Bambai bhale hi Kumkum se Kimi Katkar ho gayi hai … par aaj bhi aankhen bandh karke tumhe aadhi Bambai ghuma sakta hoon
by Akshay Kumar
in City & Places
tagged as: City & Places, Comedy

~~ ~~
83) Tumhari manzil zameen nahi … aasman hai
by Akshay Kumar
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
84) Aankhen dil ka pata batati hai
by Sonakshi Sinha
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
85) Joh de saath … uske raho khaas
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Rowdyism

~~ ~~
86) Na kisi ne lori gaakar sulaya hai … na kisi ne maatha chumkar uthaya hai
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
87) Yeh Bambai hai … aur yahan sapne us hi ke poore hote hai … jinki aankhen khuli rehti hai
by Imran Khan
in City & Places
tagged as: City & Places, Dreams, Inspiration

~~ ~~
88) Meter kitna bhi tezz bhaag le … taxi se aage nahi bhaag sakta
by Akshay Kumar
in Transportation
tagged as: Comedy, Transportation

~~ ~~
89) Yeh pyar ke pange hai … is mein pyar se kuch nahi hota
by Imran Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
90) Bambai chalti do cheezon par hai … ek luck, doosri local
by Imran Khan
in City & Places
tagged as: City & Places, Luck & Destiny, Transportation

~~ ~~
91) Dimaag jhoot par chal sakta hai … par dil nahi
by Imran Khan
in Lies & Cheating
tagged as: Drama, Lies & Cheating

~~ ~~
92) Burai se mooh modh lena aasaan hai … peecha chhudana nahi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
93) Ab agar daan kiya … toh dhanda bura maan jayega
by Akshay Kumar
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
94) Candle ki roshni mein teri aankhen aaisi lag rahi hai jaise … police jeep ki headlight
by Imran Khan
in Transportation
tagged as: Comedy, Police, Transportation

~~ ~~
95) Jahan mile dost ko jughaad … dosti ho gayi kabaad
by Imran Khan
in Friendship
tagged as: Comedy, Friendship

~~ ~~
96) Tujhe seekhne mein do janam lagenge … mera paas ek hi hai
by Imran Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
97) You give dhyan … I give gyan
by Imran Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
98) Agar do din ki zindagi bhi aaisi ho jaye … toh teesre din marna manzoor hai
by Sonakshi Sinha
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
99) Yeh Bambai hai … yahan bolneka thank le aur vatak le
by Imran Khan
in City & Places
tagged as: City & Places, Comedy, Rowdyism

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Once Upon Ay Time In Mumbai Dobaara! (2013), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *