Phool Aur Kaante (1991) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Phool Aur Kaante 1991 Information of Bollywood movie Phool Aur Kaante (1991)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Phool Aur Kaante released in year 1991.

Genre Action, Drama, Romance, Thriller

Persons
Actor
Ajay Devgan, Madhoo, Amrish Puri, Raza Murad, Goga Kapoor, Satyendra Kapoor, Aruna Irani, Jagdeep, Anjana Mumtaz
Director
Kuku Kohli
Music Director
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Jahan meri awaaz pahunch sakti hai … wahan meri goli bhi pahunch sakti hai
by Amrish Puri
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
2) Agar tere pass jagir hai … toh mere pass jigar hai
by Ajay Devgan
in Courage
tagged as: Courage

~~ ~~
3) Woh marega … aur uski laash par khada hokar main is shehar ka sabse bada Don banooga
by Raza Murad
in Action
tagged as: Action, City & Places, Rowdyism

~~ ~~
4) Jawani mein aksar break fail ho jaya karti hai
by Amrish Puri
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
5) Aaj maut ka vyapaari … zindagi ka chaukidaar ban gaya
by Raza Murad
in Death
tagged as: Comedy, Death, Life

~~ ~~
6) Baap se nazaren milaoge … toh andhe ho jaoge
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
7) Tum jaise neta randiyon se bhi bhattar hote hai … woh bhi itni jaldi apne dalle nahi badalti … jitni jaldi tum log apni party badal lete ho
by Raza Murad
in Politics
tagged as: Politics

~~ ~~
8) Tune mere khoon ke cheente udhaye hai … main teri dajjiyan udha doonga
by Amrish Puri
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
9) Khoon bahane waalo se … khoon achchi tarah poocha nahi jaata
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Tera anjaam bahut hi bhayanak aur dardnak hoga
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
11) Mere bete ki aankh se jitne aasoon bahenge … mere andhar utna hi boond boond barood bharega
by Ajay Devgan
in Revenge
tagged as: Drama, Revenge

~~ ~~
12) Apni kisi pyari cheez par jab chot ka nishaan lagta hai … toh dil mein dard jaag uthta hai
by Amrish Puri
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Har khoobsurat cheez kamzor hoti hai
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Jisse main insaan ka bachcha samajhkar bees saal tak palta raha … woh aasteen ka saanp nikla
by Amrish Puri
in Drama
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
15) Bachpan jitna baap ke liye tarasta hai … usse kahi zyada budhapa apni aulad ke liye tadapta hai
by Raza Murad
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
16) Aaj ke baad kisi imaandar officer ko baimaan banane ki koshish mat karna … varna kisi din kisi imaandar officer ki khopdi ghum gayi … toh woh sari ki sari goliyan teri khopdi ke aar-paar kar dega
by Rajinikanth
in Police
tagged as: Action, Police, Truth & Honesty

~~ ~~
17) SP ho ya DSP, collector ho ya commissioner … kanoon ki sari hastiyan mere aangan mein palti hai aur is chhat ke neeche un tamaam logon ki taqdeerein likhi jaati hai
by Prem Chopra
in Police
tagged as: Law & Order, Luck & Destiny, Police

~~ ~~
18) Main shaq ki buniyad par case ka panna kholta hoon … aur usse yakeen mein badalkar kitaab bandh kar deta hoon
by Rajinikanth
in Drama
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
19) Maut ke badhte hue saaye ko zindagi rok nahi sakti … aur zindagi ke badhte hue kaaravan ko maut rok nahi sakti
by Rekha
in Life
tagged as: Death, Life

~~ ~~
20) Yeh khaki vardi peheneke sirf do hi matlab hai … ya toh zulm ko khaak mein mila do … ya shaheed hokar khud khaak mein mil jao
by Rekha
in Police
tagged as: Inspiration, Police

~~ ~~
21) Is duniya mein sabse taqatwar bhagwan paisa hai paisa … chahe jitna bada gunaah karlo, jurm karlo … noton ki chaddar mein sab kuch dhak jaata hai
by Shafi Inamdar
in Money
tagged as: Crime, Money

~~ ~~
22) Tere baap ke telephone par khulne waale darwaaze jail ke nahi … kothon ke honge … tere baap ke ishaaron par adalaton ke faisle nahi … tawaifon ki adaein badalti hogi
by Rekha
in Drama
tagged as: Drama, Law & Order, Parents

~~ ~~
23) Kis par haath utha rahi hai tu? … jiske baap ke ek telephone par jail ke darwaaze khul jaate hai aur ek ishaare par adalat ke faisle badal jaate hai
in Rowdyism
tagged as: Law & Order, Parents, Rowdyism

~~ ~~
24) Mujhe gunaah aur gunehgaar dono se sakht nafrat hai
by Rekha
in Crime
tagged as: Crime, Thief & Criminal

~~ ~~
25) Zindagi mein agar jeena zaroori hai … toh peena bahut zaroori hai
by Dalip Tahil
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Life

~~ ~~
26) Aurat ki jab haai lagti hai na … joh ek janam toh kya, saat janam bighad deti hai
by Rekha
in Women
tagged as: Women

~~ ~~
27) Understand … you better understand!
by Rajinikanth
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Phool Aur Kaante (1991), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *