Raju Ban Gaya Gentleman (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Raju Ban Gaya Gentleman 1992 Information of Bollywood movie Raju Ban Gaya Gentleman (1992)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Raju Ban Gaya Gentleman released in year 1992.

Genre Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Amrita Singh, Nana Patekar, Naveen Nischol, Sameer Chitre
Director
Aziz Mirza
Producer
G.P. Sippy
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Shukriya toh gairon ka ada kiya jaata hai … apno ka nahi
by Amrita Singh
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Degree se sirf certificate milta hai … akal nahi
by Shahrukh Khan
in Education
tagged as: Education

~~ ~~
3) Is Bambai shehar mein jhagda karne se sar phoote na phoote … lekin mohabbat karne se dil tootne ka guarantee
by Nana Patekar
in City & Places
tagged as: City & Places, Comedy

~~ ~~
4) Agar main chota kaam karoonga na … toh chota hi ban kar reh jaonga
by Shahrukh Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
5) Sachai aur imaandari ki buniyaad par jhoot aur fareb ka mahal bahut dino tak nahi tik sakta … woh gir jaata hai
by Juhi Chawla
in Lies & Cheating
tagged as: Drama, Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
6) Saatve asmaan ko choone ki koshish karte karte … yeh main pataal mein pahunch gaya hoon
by Shahrukh Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Phatte huye joote ke chedh se us paar dekhoge na, haqeeqat nazar aayegi … joota bada duniya choti nazar aayegi … kismat phatke haath mein aa jayegi
by Nana Patekar
in Shayari
tagged as: Clothes & Shoes, Shayari, Truth & Honesty

~~ ~~
8) Assi tussi piyange lassi
by Shahrukh Khan
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
9) Yeh duniya banane waala apni hi duniya mein aakar besahara ho gaya … tu kis khet ki mooli hai?
by Nana Patekar
in World & Universe
tagged as: Comedy, World & Universe

~~ ~~
10) Aaise naukri kaise milegi bhai … is ulti duniya ko sar ke bal khade hokar dekhoge toh seedhi nazar aayegi … apni arzi par wazan nahi rakha, hawa mein udh jayegi
by Nana Patekar
in Job & Career
tagged as: Job & Career, Money, World & Universe

~~ ~~
11) Sadak pe tamasha karne waala aur dekhne waala … dono ka taqdeer kharab hai
by Nana Patekar
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
12) Sunday ke baad monday, rupaye ke char ande … khaye kisi aur ne dande, ab raj kar rahe hai mushtande
by Nana Patekar
in Poem
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Poem

~~ ~~
13) Hindu ko namaskar nahi bolega, Musalman ko salaam nahi karega, Christian ko good morning nahi bolega … kyun ki apan yahan language ka lafda karne nahi aiyla
by Nana Patekar
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Raju Ban Gaya Gentleman (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *