Information of Bollywood movie Rang Rasiya (2014)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Rang Rasiya released in year 2014.
Genre Drama, History
Persons
Actor
Randeep Hooda, Nandana Sen, Paresh Rawal, Rashaana Shah, Ashish Vidyarthi, Sachin Khedekar, Darshan Jariwala, Vikram Gokhale, Jim Boeven, Suhasini Mulay, Prroshant Narayannan, Vipin Sharma, Rachna Shah, Feryna Wazheir, Rajat Kapoor, Tripta Parashar, Richa Soni, Reema Worah, Anupam Shyam, Chirag Vorah, Smita Hai, Ravi Vellothol, Sangeeta Thampi, Rahul, Yashvardhan Kumar, Anupam, Vaishnendu, Simon, Lars Kjeldsen, Prajakta, Lane Smith, Firdausi Jussawala, Susheel Parashar, Krishna Kotian, Dansingh Rajput, Shri Vallabh Vyas
Director
Ketan Mehta
Music
Sandesh Shandilya
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Mera maanna hai ke jeevan ka udeshya hona chahiye kala sa sundar hona … aur agar aap kala ko bandhoge toh woh sab nasht ho jayega, joh jeevan mein sundar hai ya jiska koi arth hai … bandh ke reh jayenge hum sab
by Randeep Hooda
in Life
tagged as: Drama, Life
~~ ~~
2) Yeh Kamasutra ka desh hai … joh hum mein apne shareer ka, apni aatma ka, apni kamana ka, apni manavata ka utsav manana sikhata hai
by Randeep Hooda
in Drama
tagged as: Drama, Festival
~~ ~~
3) Ek kalakaar kabhi bhi businessman nahi ban sakta … aur ek businessman kabhi kalakaar nahi ban sakta
by Paresh Rawal
in Business
tagged as: Business
~~ ~~
4) Dharam se zyada kuch bhi nahi bikta is duniya mein
by Paresh Rawal
in Religion & God
tagged as: Religion & God
~~ ~~
5) Maine unke sapnon ko dhuan hote dekha hai, waqt se pehle umar ko dhalte dekha hai, dukhte hue dard ko dekha hai … lekin kabhi himmat haarte nahi dekha
in Courage
tagged as: Courage, Dreams, Sadness
~~ ~~
6) Tumhari chitron ki duniya mein jeene ke baad asli duniya bemaani lagti hai
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe
~~ ~~
7) Meri kala hi mera jeevan hai
by Randeep Hooda
in Life
tagged as: Life
~~ ~~
8) Naari beech saree hai, ki saree beech naari hai … naari hai ki saree hai, ki saree hai ki naari hai
in Women
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy, Women
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Rang Rasiya (2014), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply