Information of Bollywood movie Roop Tera Mastana (1972)
Details on Dialogues from Bollywood movie Roop Tera Mastana released in year 1972.
Genre Romance
Dialogues
1) Jeene ke liye phool hi nahi chunne padte hai … balki kaante bhi hatane padte hai
by Mumtaz
in Flowers & Trees
tagged as: Drama, Flowers & Trees
~~ ~~
2) Yeh Hindustani ladkiyon ka khaas andaz hota hai … yeh haan bhi na ki tarah karti hai … aur na haan ki tarah
by Pran
in Women
tagged as: Comedy, Women
~~ ~~
3) Gham ka ilaaj gham se nahi … balki himmat se hota hai
by Mumtaz
in Sadness
tagged as: Courage, Inspiration, Sadness
~~ ~~
4) Aashiq ko apni mehbooba ki sab adayein pasand hoti hai … aur mard ko apni biwi ki saadgi
by Jeetendra
in Husband & Wife
tagged as: Husband & Wife, Romance
~~ ~~
5) Main bhi tumhari khoobsurati ki ek zamane se puja kar raha tha … tumhari surat apni umeedon ki tasveer se mila milake dekh raha tha
by Pran
in Romance
tagged as: Romance
~~ ~~
6) Mere jaal mein aayi hui chidiya udh nahi sakti … kyun ki main uske par katar deta hoon
by Pran
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds
~~ ~~
7) Ab na ye haath chhodenge, na mooh modhenge, na dil todhenge
by Pran
in Romance
tagged as: Romance
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Roop Tera Mastana (1972), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply