Saawariya (2007) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Saawariya 2007 Information of Bollywood movie Saawariya (2007)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Saawariya released in year 2007.

Genre Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Salman Khan, Rani Mukherjee, Zohra Sehgal, Begum Para
Director
Sanjay Leela Bhansali
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Kisi se itni bhi mohabbat na karna … ki ek din khud se nafrat ho jaye
by Rani Mukherjee
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Jinke saath mohabbat ka noor hota hai … unhe koi andhera chuh nahi sakta
by Sonam Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Bina khaddon ke raste nahi hote … aur bina dukh ke zindagi
by Ranbir Kapoor
in Sadness
tagged as: Inspiration, Life, Sadness

~~ ~~
4) Agar woh ladki tumhare liye hai, toh then nothing on earth can keep her from you … aur agar woh ladki tumhare liye nahi hai, then nothing on earth can bring her to you
by Zohra Sehgal
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Romance

~~ ~~
5) Yeh kambhakt mohabbat cheez hai hi aaisi … joh kabhi patthar ko bhagwan … toh kabhi farishtey jaise insaan ko patthar bana deti hai
by Rani Mukherjee
in Romance
tagged as: Religion & God, Romance

~~ ~~
6) Mil jaye tumhe tumhari mohabbat, toh maan lo khuda tumpar meherban ho gaya … aur agar na mile, toh jaan lo ke khuda tumse ek jaan ho gaya
by Rani Mukherjee
in Shayari
tagged as: Religion & God, Romance, Shayari

~~ ~~
7) Ek toh yeh shehar naya, upar se yeh naukri nayi … aur koi jana pehchana nahi, kisi ke ghar ghusne ka bahana nahi … ek ajnabi pe bharosa kare, aaisa toh koi zamana nahi … in short rehne ka thikana nahi
by Ranbir Kapoor
in House
tagged as: House, Poem

~~ ~~
8) Mohabbat mein rupaiyo se zyada patthar keemti hote hai
by Rani Mukherjee
in Money
tagged as: Money, Romance

~~ ~~
9) Mudh ke dekho, paas bulao … paas aaye toh haath pakad lo … jatpataye toh baal jakad lo … nazdeek chehra laake uska, kaan mein dil ki baat suna do
by Zohra Sehgal
in Poem
tagged as: Poem, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Saawariya (2007), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *