Sadak Chhap (1987) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sadak Chhap 1987 Information of Bollywood movie Sadak Chhap (1987)

Details on Dialogues from Bollywood movie Sadak Chhap released in year 1987.

Genre Crime, Drama

Dialogues
1) Aadmi ke do haath toh hote hai magar neta banane ke baad … ek haath ekdum lamba aur ek haath ekdum chota ho jaata hai … woh lambe haath se vote kheenchta hai aur chote haath se note deta hai
by Jackie Shroff
in Politics
tagged as: Money, Politics

~~ ~~
2) Aapke aasoon mera dard ban jayenge … aur aapki takleefien meri pareshaniyan kehlayengi
by Amrish Puri
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
3) Haath chhodke baat kar varna yamdoot ke hawale kar doonga
by Jackie Shroff
in Rowdyism
tagged as: Death, Religion & God, Rowdyism

~~ ~~
4) Main un netaon mein se nahi hoon joh vote lene ke liye note baantte hai … aur vote mil jaane ke baad noton mein ulajh jaate hai
by Amrish Puri
in Politics
tagged as: Money, Politics

~~ ~~
5) Aadmi jisko joh samajhta hai woh woh nahi hota … aur joh hota hai woh nazar nahi aata … aur joh nazar aata hai woh usse kuch alag hi hota hai
by Amrish Puri
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Barson imaandari ka dhong karte rehte ho … aur mauka milte hi aaisi baimaani karte ho ki shaitan bhi sharma jaye
by Gulshan Grover
in Truth & Honesty
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sadak Chhap (1987), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *