Saugandh (1991) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Saugandh 1991 Information of Bollywood movie Saugandh (1991)

Details on Dialogues from Bollywood movie Saugandh released in year 1991.

Genre Action, Family

Dialogues
1) Sarang ka sar sulhi par chad sakta hai, barood ki tarah phat sakta hai, kat sakta hai … magar jhuk nahi sakta
by Mukesh Khanna
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
2) Pyar karne waalon ke tarane goonjte rahenge … aur mitt jayenge pyar ko mittane waale
in Romance
tagged as: Music, Romance

~~ ~~
3) Agar ghar ka mard bighad jaye toh sirf ek nasal barbaad hoti hai … lekin agar ek aurat bighad jaye toh us ghar ki saat nasalen tabah ho jaati hai
by Mukesh Khanna
in Men
tagged as: House, Men, Women

~~ ~~
4) Apni izzat bachane ke liye joh log apni jaan na de sake … aaise log agar hamari zameen par paon rakh de … toh hamari zameen banjar ho jaye
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Mard ki taqat uski aankhon mein hoti hai … lekin aurat ki taqat uski zubaan hoti hai
by Mukesh Khanna
in Men
tagged as: Men, Women

~~ ~~
6) Sarang ka ilaaka sher ki gufaa ki tarah hai … jahan aane waalon ke paon ke nishaan toh milte hai magar … jaane waalon ke paon ke nishaan nahi milte
by Mukesh Khanna
in Rowdyism
tagged as: Animals & Birds, Rowdyism

~~ ~~
7) Sarang tedi nazar kabhi bardaash kar bhi leta hai … magar gandi nazar kabhi bardaash nahi kar sakta
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Yeh nafrat aur mohabbat ki jung hai … nafrat sar kaatti hai aur mohabbat sar jhukati hai
by Rakhee Gulzar
in War & Battle
tagged as: Drama, War & Battle

~~ ~~
9) Zabaan aaisi tawaif hoti hai joh mujra karna band nahi karti … kabhi hamare samne, kabhi doosron ke samne
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Joh ladki raat ke andhere mein ghar se bhaag jaati hai … usse din ke ujale mein log taane maar maarkar marne par majboor kar dete hai
by Rakhee Gulzar
in Women
tagged as: Drama, House, Women

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Saugandh (1991), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *