Sharaabi (1984) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sharaabi 1984 Information of Bollywood movie Sharaabi (1984)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Sharaabi released in year 1984.

Genre Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Jaya Prada, Mukhri, Bharat Bhushan, Chandrashekhar, C.S. Dubey, A.K. Hangal, Dinesh Hingoo, Jankidas Mehra
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Aaj itni bhi maisir nahi maikhane mein … jitni hum chhod diya karte the paimane mein
by Amitabh Bachchan
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
2) Aaj ki duniya mein agar zinda rehna hai … toh duniya ke button apne haath mein rakhne parte hai
by Pran
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
3) Jinka apna dil toota hota hai … woh auron ka dil nahi todha karte
by Deepak Parashar
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
4) Mooche ho to Nathulalji jaise ho … varna na ho
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
5) Duniya ke samne haath nahi jodhte … warna kaam nikal jaane ke baad duniya waale haath todh dete hai
by Amitabh Bachchan
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
6) Jisne pee nahi whiskey … kismat phoot gayi uski
by Amitabh Bachchan
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks

~~ ~~
7) Jigar ka dard upar se kahin malum hota hai? … ki jigar dard upar se nahin malum hota hai
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy, Sadness

~~ ~~
8) Samundar mein tairne waale … kuon aur talaabon mein dupkiyan nahi lagaya karte
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Aapne mujhe woh sab diya jise bazar se khareed ke ek ghar mein sajaya ja sakta hai … magar woh sukh kabhi nahi diya jise ek dil mein sajaya ja sake
by Amitabh Bachchan
in House
tagged as: Drama, Happiness, House

~~ ~~
10) Tofha dene waale ki neeyat dekhi jaati hai … tofhe ki keemat nahi dekhi jaati
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
11) Aaj kal ke daud mein hasi ki phasal ughti kahan hai
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
12) Inki taarif kya karen … yeh toh sarr se paun tak taarif hi taarif hai
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
13) Vaade aksar toot jaate hai … koshishien kamyab ho jaati hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
14) Main ek kalakar hoon … makkar nahi
by Jaya Prada
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
15) Hamari zindagi ka tambu teen bambuon pe khada hua hai … shayari, sharaab aur aap
by Amitabh Bachchan
in Life
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Life

~~ ~~
16) Aap bhi itna samajh le mujhko samjhane ke baad … aadmi majboor ho jaata hai dil aane ke baad
by Om Prakash
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
17) Dar badar sarr patakne se bhala kya hoga … wahi hoga joh taqdeer mein likha hoga
by Om Prakash
in Shayari
tagged as: Comedy, Luck & Destiny, Shayari

~~ ~~
18) Sharaabi ko sharaabi nahi toh kya pujari kahoge … gehun ko gehun nahi toh kya jwari kahoge
by Amitabh Bachchan
in Shayari
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
19) Kalakar sirf taarif ka bhooka hota hai … paise ka nahi
by Jaya Prada
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
20) Sharaab ki botal pe agar main label ki tarah chipak gaya hoon … toh is label ko chipkane waale aap hai
by Amitabh Bachchan
in Food & Drinks
tagged as: Drama, Food & Drinks

~~ ~~
21) Yeh insaan nahi hai … yeh toh machine hai … aaisi machine joh sirf note chaapti hai aur note khaati hai
by Amitabh Bachchan
in Money
tagged as: Drama, Money

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sharaabi (1984), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *