Sherni (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sherni 1988 Information of Bollywood movie Sherni (1988)

Details on Dialogues from Bollywood movie Sherni released in year 1988.

Dialogues
1) Maine tumhari tarah dikhave ke liye sharafat ka chola nahi audh rakha hai … balki farz ki vardi pehani hui hai aur is vardi ka daaman saaf rakhne ke liye main apna khoon tak baha sakta hoon
by Shatrughan Sinha
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Job & Career, Truth & Honesty

~~ ~~
2) Hamari kitaab mein galati ka lafz hi nahi hai … hum galat kare toh sahi kehlata hai aur zulm kare toh insaaf kehlata hai
by Kader Khan
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
3) Ek se bhale do, do se bhale chaar … manzil apni door hai, aur rasta karna hai paar
by Jagdeep
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
4) Jin haathon se tune mere bhai ka khoon bahaya hai … un haathon ka woh hashar karoonga ki zindagi bhar un haathon ko phailakar maut ki bheek maangti rahegi … aur maut tere kareeb aane se inkaar karegi
by Kader Khan
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
5) Jis tarah ghoda dabakar bandook se goli bahar nikaal dete hai … ussi tarah galati manane waale ke sar par haath pherkar hum purani baaton ko dil se nikaal dete hai
by Pran
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sherni (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *