Shootout at Wadala (2013) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Shootout at Wadala 2013 Information of Bollywood movie Shootout at Wadala (2013)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Shootout at Wadala released in year 2013.

Genre Crime, Thriller

Persons
Actor
Priyanka Chopra, Anil Kapoor, John Abraham, Kangana Ranaut, Tusshar Kapoor, Manoj Bajpai, Sonu Sood, Akbar Khan, Ronit Roy, Mahesh Manjrekar, Siddhanth Kapoor, Ranjeet, Jackie Shroff, Raju Kher, Arif Zakaria, Chetan Hansraj, Karan Patel, Sanjeev Chadda, Vineet Sharma, Sophie Choudry, Sunny Leone
Director
Sanjay Gupta
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Badshah ki gali mein aake uska pata nahi poochte … ghulamo ke jhuke hue sarr khud ba khud raasta bata dete hai
by Manoj Bajpai
in Royal
tagged as: Drama, Royal

~~ ~~
2) Shareer mein 206 haddiyan hai, aur samvidhan mein 1670 kanoon … haddi se lekar kanoon sab todhta hoon
by John Abraham
in Rowdyism
tagged as: Action, Law & Order, Rowdyism

~~ ~~
3) Meri bandook se nikli har goli pehle mujhe salaam thokti hai … aur phir mere nishaane ko
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
4) Tujhe izzat ki roti khilaonga uski koi guarantee nahi de sakta … lekin roti ke saath izzat zaroor dilaonga
by John Abraham
in Food & Drinks
tagged as: Drama, Food & Drinks

~~ ~~
5) Police ki goli mein itna loha hai, ek baar thokdi na … toh zindagi bhar tere khoon mein iron ki kami nahi hogi
by Anil Kapoor
in Police
tagged as: Action, Police

~~ ~~
6) Itna maroonga ki dard ko bhi samajh nahi aayega ki kaunse zakhm se bahar nikloon
by John Abraham
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
7) Doosra mauka sirf kahaniyan deti hai … zindagi nahi
by John Abraham
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
8) Jagada tabhi hota hai jab dard hota hai … aur dard tabhi hota hai jab pyar hota hai
by Kangana Ranaut
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
9) Jail mein nirdosh aur rundikhane mein nirodh … dono ki koi value nahi hai
by Tusshar Kapoor
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
10) Do waqt ki roti kamata hoon, panch waqt ki namaaz padhta hoon … isse zyada meri zaroorat nahi, aur mujhe khareedne ki teri aukaad nahi
by Anil Kapoor
in Drama
tagged as: Drama, Food & Drinks, Religion & God

~~ ~~
11) Tum galat karoge, hum rokenge … tum gunaah karoge, hum thokenge
by Anil Kapoor
in Action
tagged as: Action, Crime

~~ ~~
12) Tu ya toh maarega ya toh marwayega … marwa diya toh gham nahi … lekin agar maara toh phir hum kisise kum nahi
by Tusshar Kapoor
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
13) Olympic kehlo ka manna hai ki jeet yah haar chhodo, shaan se khelo … apna manna hai ki shaan ki maa ki aankh, yahan jaan se khelo … jaan lo yah jaan do
by Tusshar Kapoor
in Sports & Games
tagged as: Adult, Life, Sports & Games

~~ ~~
14) Maafi galatiyo ki hoti hai … gunaaho ki nahi
by Sonu Sood
in Crime
tagged as: Crime, Drama

~~ ~~
15) Kuch log ithihaas padhte hai kuch padhaate hai … lekin hum ithihaas banane jaa rahe hai
by Anil Kapoor
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
16) Guneghar toh koi bhi ban sakta hai … lekin yeh yaadgar banne ka mauka hai
by John Abraham
in Thief & Criminal
tagged as: Thief & Criminal

~~ ~~
17) Zung hathyaaro ko lagta hai … iraado ko nahi
by John Abraham
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
18) Phasal barsaat se ughti hai … badal ke garajne se nahi
by Sonu Sood
in Weather
tagged as: Drama, Weather

~~ ~~
19) Tu agar upar nahi gaya na … toh ek din bahut upar jayega
by Tusshar Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
20) Dosti ka koi mazhab nahi hota
by Tusshar Kapoor
in Friendship
tagged as: Friendship, Religion & God

~~ ~~
21) Bandook chalene se pehle bandook sambhalna seekh … nahi toh galat jagah pe phat jayegi
by John Abraham
in Rowdyism
tagged as: Action, Comedy, Rowdyism

~~ ~~
22) Guru ko bada uska shishya banata hai
by John Abraham
in Education
tagged as: Drama, Education

~~ ~~
23) Dost aur mauke baar baar nahi aate
in Friendship
tagged as: Friendship

~~ ~~
24) Aadmi ko insaan banne se pehle janwar banna parta hai
by John Abraham
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
25) Jail mein ladna, marna, maarna sab maaf hai … mooh kholna maaf nahi hai
by Tusshar Kapoor
in Action
tagged as: Action, Drama

~~ ~~
26) Raftaar tezz na ho toh dushman ki chalayi goli ka kaam aasaan ho jaata hai
by John Abraham
in Action
tagged as: Action, Enemy

~~ ~~
27) Mujrim maa ke pet pe kam … police station ke gate pe zyada bante hai
by John Abraham
in Thief & Criminal
tagged as: Police, Thief & Criminal

~~ ~~
28) Bhenchod eklauti aaisi gaali hai joh hamare desh ke har language mein, har culture mein is tarah gul-mili hai … jaise whiskey mein soda
in Adult
tagged as: Adult, Food & Drinks

~~ ~~
29) Saand kitna bhi akela kyun na ho … uski hifazat karne ke liye aaju baju baand zaroor rehte hai
by Anil Kapoor
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
30) Jitna kaatna tha kaat diya … ab kaatne ki baari meri
by Sonu Sood
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
31) Is vardi ka rang khaki kis liye hai pata hai? … kyun ki yeh rang us mitti ka bhi hai jis mein har policewaala milne ke liye bhi aur milaane ke liye bhi tayar hai
by Jackie Shroff
in Patriotism
tagged as: Drama, Patriotism, Police

~~ ~~
32) Saale mein itna muscle hai ki kisiko bhi masal sakta hai
by Tusshar Kapoor
in Rowdyism
tagged as: Action, Rowdyism

~~ ~~
33) Jeete ji tune kanoon ki itni thukai ki hai … ki aaj tujhe khuda ki khudai bhi nahi bacha sakti
by Anil Kapoor
in Law & Order
tagged as: Action, Law & Order

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Shootout at Wadala (2013), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *