Shreemaan Aashique (1993) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Shreemaan Aashique 1993 Information of Bollywood movie Shreemaan Aashique (1993)

Details on Dialogues from Bollywood movie Shreemaan Aashique released in year 1993.

Genre Comedy

Dialogues
1) Aadmi pyar chahta hai, aadmi pyar karna chahta hai, pyar paana chahta hai
by Rishi Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Aurat woh khushboo hai joh aadmi ki zindagi ko mehka deti hai
by Tiku Talsania
in Women
tagged as: Life, Men, Women

~~ ~~
3) Agar aurat na hoti … toh saare mard rishi hote, gyani hote
by Anupam Kher
in Women
tagged as: Comedy, Men, Women

~~ ~~
4) Duniya mein koi aisa insaan nahi hai jise kabhi galati na ho … lekin sahi insaan woh hai joh sahi waqt par galati ka paschatap karle
by Anupam Kher
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration, Time

~~ ~~
5) Sirf guru hi shishya ko sabak nahi sikha sakta … waqt padne par shishya bhi guru ko sabak sikha sakta hai
by Anupam Kher
in Education
tagged as: Drama, Education

~~ ~~
6) Apne ghar mein diya jalane ka matlab yeh nahi ke saare jag mein ujyala ho gaya
by Rishi Kapoor
in House
tagged as: Drama, House

~~ ~~
7) Ek ladki ke jazbaat ko theek se wohi samajh sakta hai … jisne duniya dekhi hai, zindagi dekhi hai, zindagi ke utaar-chadao dekhe hai
by Anupam Kher
in Life
tagged as: Drama, Life, Women

~~ ~~
8) Aurat nark ka dwar hoti hai
by Anupam Kher
in Women
tagged as: Comedy, Women

~~ ~~
9) Stree maya hai, moh hai, andhakar hai
by Rishi Kapoor
in Women
tagged as: Comedy, Women

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Shreemaan Aashique (1993), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *