Soldier (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Soldier 1998 Information of Bollywood movie Soldier (1998)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Soldier released in year 1998.

Genre Action, Romance, Thriller

Persons
Actor
Bobby Deol, Preity Zinta, Rakhee Gulzar, Suresh Oberoi, Narendra Bedi, Sharat Saxena, Dalip Tahil, Johnny Lever, Farida Jalal, Ashish Vidyarthi, Salim Ghouse, Sheetal Suvarna, Jeetu Verma, Kulbhushan Kharbanda, Pankaj Dheer
Director
Abbas Alibhai Burmawalla, Mastan Alibhai Burmawalla
Producer
Kumar Sadhuram Taurani
Music Director
Anu Malik
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Tumhare seene mein joh dil hai woh Hindustani hai … aur Hindustani dil awaara nahi hota … yeh chahta toh sari duniya ko hai, lekin mitta kisi Hindustani par hai
by Bobby Deol
in Romance
tagged as: Patriotism, Romance, World & Universe

~~ ~~
2) Main contract sirf khoon karne ka leta hoon … mohabbat ke khel khelna ka nahi
by Bobby Deol
in Rowdyism
tagged as: Drama, Rowdyism

~~ ~~
3) Hindustan mein badhe buzurgh … mubarakbad nahi aashirwad dete hai
by Bobby Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Tum logon ko na chitta ki aag milegi … na dharti maa ki godh
by Bobby Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Insaan mar jaate hai … magar awaazein kabhi nahin marti
by Bobby Deol
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
6) Main contract lete waqt paisa dekhta hoon … paise dene waale ko nahin
by Bobby Deol
in Rowdyism
tagged as: Business, Money, Rowdyism

~~ ~~
7) Joh desh ke liye jaan dete hai woh shaheed kehlate hai … joh desh ke liye jaan lete hai woh kaatil nahi … soldier kehlate hai
by Farida Jalal
in Patriotism
tagged as: Life, Patriotism

~~ ~~
8) Kaam loafer ke aur baatein soldier ki
by Preity Zinta
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
9) Aaj ke zamaane mein sher sirf do hi jagah hifazat se reh sakte hai … ek circus mein aur doosra chidiya ghar mein
by Bobby Deol
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
10) Mera ussool hai … aadmi khatam, kaam khatam
by Bobby Deol
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
11) Desh ki raksha karne ki shapat lekar desh ko lootne waalo … tumhare jism par is vardi ka hona is vardi ka apmaan hai
by Pankaj Dheer
in Thief & Criminal
tagged as: Drama, Patriotism, Thief & Criminal

~~ ~~
12) Woh vidhva suhagan se oonchi hoti hai … jiska pati desh ki aan par shaheed hota hai
by Farida Jalal
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
13) Kapde Rita ke aur baatein Sita ki
by Bobby Deol
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy

~~ ~~
14) Suraj ke aakash mein doobne se log nahi soote … sarhado par jab hum jaagte hai, tab desh chain ki neend sota hai
by Pankaj Dheer
in Patriotism
tagged as: Drama, Patriotism

~~ ~~
15) Josh mein kaam karne waale yah toh mitti ke neeche hote hai … yah lakdiyo ke upar
by Bobby Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
16) Toop aur tanko se khelne waale fauji … police ke tamancho se darra nahi karte
by Pankaj Dheer
in Action
tagged as: Action, Police, War & Battle

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Soldier (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *