Sone Pe Suhaaga (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sone Pe Suhaaga 1988 Information of Bollywood movie Sone Pe Suhaaga (1988)

Details on Dialogues from Bollywood movie Sone Pe Suhaaga released in year 1988.

Genre Action, Family

Dialogues
1) Pehle khoon ke baad aadmi kanoon se darta hai … lekin do-char khoon karne ke baad kanoon aadmi se darta hai
by Shakti Kapoor
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~ ~~
2) Joh kam bolte hai, woh aksar khatarnak hote hai … is liye chalak aadmi ko khamosh dushman se hamesha hoshiyar rehna chahiye
by Paresh Rawal
in Enemy
tagged as: Enemy

~~ ~~
3) Baazuon ki taqat toh uparwale ki den hai
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
4) Bhagwan ke prem aur vishvas ka ek hi saboot hai duniya mein … joh maa ke dil mein mamta bankar palta rehta hai
by Nutan Behl
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
5) Aasoon gareeb ki dil ki tijori se nikalne waale keemti moti hote hai
by Paresh Rawal
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Izzat toh daulat walon ki hoti hai … bhikhariyon ki toh izzat ko bhi duniya nafrat ki nazar se dekhti hai
by Shubha Khote
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Naam lene se umar lambi nahi hoti … umar lambi hoti hai mehnat se, mushaqat se
by Dharmendra
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
8) Har insaan apne karmon se pehchana jaata hai … apne baap ke karmon se nahi
by Sridevi
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sone Pe Suhaaga (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *