Information of Bollywood movie Sunghursh (1968)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Sunghursh released in year 1968.
Genre Action, Crime, Drama
Persons
Actor
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Balraj Sahni, Sanjeev Kumar, Iftekhar, Deven Verma, Urmila Bhatt, Durga Khote, Sunder, Padma Khanna, Sulochana Latkar, Padma Rani, Sapru, Lata Sinha, Jayant, Ulhas, Paro, Jagdish Raj, Ram Mohan, Mehmood Jr., Mumtaz Begum, Anju Mahendru
Director
Harnam Singh Rawail
Producer
Harnam Singh Rawail
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Hamara khoon ka rishta zaroor hai … magar ab nibhane ka nahi … sirf khoon bahane ka rishta reh gaya hai
by Sapru
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
2) Jab tumhari soorat aankhon mein lekar aankhen band karti hoon na … toh phir kholte hue dar lagta hai … kahin tum ojhal na ho jao
by Vyjayanthimala
in Romance
tagged as: Romance
~~ ~~
3) Prem ka khel do dhaari talwar hai … iska khiladi kabhi khud bhi ghayal ho jaata hai
by Vyjayanthimala
in Romance
tagged as: Romance, Sports & Games
~~ ~~
4) Tumhare pati ka naam tha Dwarka … maal peeta tha woh pehli dhaar ka … utaara na le neembu ka na achaar ka … phir bhair kaise na badhe bekaar ka
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Poem
~~ ~~
5) Kisi ko paap ki drishti se dekhna … maha paap hai
in Inspiration
tagged as: Inspiration
~~ ~~
6) Dil ka sauda mehanga ho ya sasta ho … yaar ke lab se gaali khalo baansi ho ya khasta
by Deven Verma
in Shayari
tagged as: Friendship, Shayari
~~ ~~
7) Dil paya albela maine … tabiyat meri rangeeli … aaj khushi mein maine bhai yahan … thodi si bhaang peeli
by Dilip Kumar
in Shayari
tagged as: Food & Drinks, Happiness, Shayari
~~ ~~
8) Jeevan mein jab bhi koi bada parivartan aata hai toh insaan ka swabhav aaise hi ho jaata hai … kisi anjaan modh par pahunchkar woh … baar baar pichle raaston ki taraf mudhkar dekhta hai
by Dilip Kumar
in Life
tagged as: Life
~~ ~~
9) Yaar ki mehfil mein kab ki patt chuki gandheriyan … jhadoo lekar aaye hai shayad uthane bediyan
by Deven Verma
in Shayari
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Shayari
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Sunghursh (1968), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply