Taare Zameen Par (2007) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Taare Zameen Par 2007 Information of Bollywood movie Taare Zameen Par (2007)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Taare Zameen Par released in year 2007.

Genre Drama

Persons
Actor
Darsheel Safary, Aamir Khan, Tisca Chopra, Vipin Sharma, Tanay Chheda, Sachet Engineer, Girija Oak, Bugs Bhargava, Shankar Sachdev, Lalita Lajmi
Associate Producer
Kiran Rao
Co-Producer
Ajay Bijli
Music
Shankar-Ehsaan-Loy
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Duniya mein aaise aaise heere paida huye hai, jinhone sari duniya ka naksha hi badal diya … kyun ki yeh duniya ko apni alag nazar se dekh paaye
by Aamir Khan
in World & Universe
tagged as: Inspiration, World & Universe

~~ ~~
2) Khayal karna bahut zaroori hai … is mein ilaaj ki shakti hai … ek marham hai jisse dard mitta hai
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Har bachche ki apni khoobi hoti hai, apni kaabiliyat hoti hai, apni chahat hoti hai
by Aamir Khan
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
4) Joh dikhta hai humko lagta hai, hai … aur joh nahi dikhta humko lagta hai, nahi hai … lekin kabhi kabhi joh dikhta hai, woh nahi hota … aur joh nahi dikhta, woh hota hai
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
5) Gyan toh gyan hota hai … chahe woh zabaani ho ya likhit
by Aamir Khan
in Education
tagged as: Drama, Education

~~ ~~
6) Patri se hatkar bahut kam log soch paate hai
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Apni ambitions ka wajan apne bachcho ke nazuk kandhon pe daalna … it’s worse than child labour
by Aamir Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Bahar ek beraham competitive duniya basi hai … aur is duniya mein sabhi ko apne apne gharon mein toppers aur rankers ughaane hai
by Aamir Khan
in World & Universe
tagged as: Drama, Education, World & Universe

~~ ~~
9) Edison bhai ki roshni hum par padhti rahe
by Aamir Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
10) Padhne likhne ke liye aksharon ki awaaz, unki banavat, shabdon ka matlab samajhna zaroori hai
by Aamir Khan
in Education
tagged as: Education

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Taare Zameen Par (2007), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *