Tahalka (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Tahalka 1992 Information of Bollywood movie Tahalka (1992)

Details on Dialogues from Bollywood movie Tahalka released in year 1992.

Genre Action

Dialogues
1) Maana ki kismat ne hara diya hai dost, par itne toh gunehgar nahi hum … mare ek sipahi ki maut, kya iske bhi haqdar nahi hum
by Mukesh Khanna
in Shayari
tagged as: Death, Luck & Destiny, Shayari

~~ ~~
2) Apne matlab ke vaaste humne aasmano se kuch nahi maanga … humne gulshan ki khair maangi hai koi takht-o-taj nahi maanga
by Mukesh Khanna
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
3) Jisne dil pe zakhm khaye ho, woh is zakhm se kya gabrayega … peeye ho jisne khoon ke aasoon, kya woh is khoon se mar jayega
by Mukesh Khanna
in Shayari
tagged as: Inspiration, Shayari

~~ ~~
4) Badalne waali hum cheez nahi … arre hum mard hai, koi kameez nahi
by Mukesh Khanna
in Shayari
tagged as: Clothes & Shoes, Men, Shayari

~~ ~~
5) Dong kabhi wrong nahi hota!
by Amrish Puri
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
6) Jab jab koi Dong jaisa kamina apne napaak irradon ke liye … aatankwad ki talwar lekar Hindustan mein tahalka machayega … toh Hindustani sipahi bhi uske mulk mein jakar … uske tahalke ka jawab ussi tahalke se denge
by Mukesh Khanna
in Patriotism
tagged as: Patriotism

~~ ~~
7) Bechkar imaan kamai daulat toh insaan kya … namak khaya jis watan ka, ussi ka na hua toh Musalman kya
by Gulshan Grover
in Shayari
tagged as: Patriotism, Religion & God, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Tahalka (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *