Information of Bollywood movie Taj Mahal: An Eternal Love Story (2005)
Details on Dialogues from Bollywood movie Taj Mahal: An Eternal Love Story released in year 2005.
Genre History, Romance
Dialogues
1) Talwar ke zor par takht cheenne waale ko … baaghi kaha ja sakta hai, shahenshah nahi
by Manisha Koirala
in Royal
tagged as: Drama, Royal
~~ ~~
2) Allah ke noor se chalka hai chehra … yeh kaisi bandagi banta hai chehra … joh kal tak ajnabi anjaan sa tha … hamari zindagi banta hai chehra
by Zulfi Syed
in Shayari
tagged as: Poem, Romance, Shayari
~~ ~~
3) Hamari is rangeen duniya mein jab aap hamari mallika hongi … zindagi jaise jannat mein basar hogi
in Romance
tagged as: Life, Romance
~~ ~~
4) Mohabbat karne waale aur mohabbat ka saath dene waale … kabhi nahi marte
in Romance
tagged as: Drama, Romance
~~ ~~
5) Jism mitti hai mitti mein mil jayega … rooh ka jalwa phir bhi nazar aayega
in Shayari
tagged as: Shayari
~~ ~~
6) Har ek dil yahan ek dil talash karta hai … wafaa ki, pyar ki manzil talash karta hai … yahan parwane shama se kareeb hote hai … haseen nazaron pe shehzaade shaheed hote hai … yahan dil lene dene ki ada bhi kaatil hai … yahan ke vaade bahut dil-nasheen hote hai … joh bekaraar kare woh karaar kehte hai … is bazar ko Meena Bazar kehte hai
in Poem
tagged as: City & Places, Poem, Romance
~~ ~~
7) Bas ek nigah se ab har nazar tumhari hai … meri har raah bewaqt rahguzar tumhari hai … mera har din tumhare naam pe jeeyega sanam … meri har shyam, meri har subah tumhari hai
in Poem
tagged as: Poem, Romance
~~ ~~
8) Shahenshah hokar bhi tu shahenshah nahi … insaan hokar bhi tu insaan nahi
by Kabir Bedi
in Royal
tagged as: Drama, Royal
~~ ~~
9) Woh mohabbat jispar qazi ki mohar na ho … gunah kehlati hai
by Pooja Batra
in Crime
tagged as: Crime, Drama
~~ ~~
10) Woh toofan hi kya joh jaan na lele … aur woh jaan hi kya joh toofan se darr jaye
in Weather
tagged as: Life, Weather
~~ ~~
11) Hamari mohabbat na unke hukum ki mohtaj hai … na aapke genaune saazish ki ghulam
by Zulfi Syed
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
12) Mohabbat junoon hai … na jagah dekhti hai, na waqt … yeh toh bas deedar chahti hai
by Zulfi Syed
in Romance
tagged as: Romance, Time
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Taj Mahal: An Eternal Love Story (2005), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply