Tawaif (1985) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Tawaif 1985 Information of Bollywood movie Tawaif (1985)

Details on Dialogues from Bollywood movie Tawaif released in year 1985.

Genre Comedy, Drama, Family, Romance

Dialogues
1) Hum kahan aaise ki soche koi … tumne socha toh yeh ehsaan hua
by Rati Agnihotri
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
2) Kothe ki dehleez par aag hoti hai … us par pair rakhte hi ladki ki izzat jal jaati hai … aur woh izzatdar se tawaif ban jaati hai
by Kader Khan
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
3) Duniya mein har aurat ek bikau maal hai … woh chahe toh ghar mein bikke, chahe bazar mein … kabhi woh paise ke liye bikti hai, kabhi ghar grahasti ke liye … kahin woh khud bikti hai apni marzi se, kahin woh bech dali jaati hai
by Poonam Dhillon
in Women
tagged as: House, Money, Women

~~ ~~
4) Pehli baar jana ki chudi bhari kalaiyon ka matlab suhaag hota hai … pehli baar jana ki subah ghar se nikle mard ke lautte kadamo ki aahat sunane ki koshish ko intezar kehte hai … pehli baar jana ki biwi kehlane se hi aurat ke jism mein rooh padti hai
by Rati Agnihotri
in Women
tagged as: Husband & Wife, Marriage & Wedding, Women

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Tawaif (1985), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *