Information of Bollywood movie Thodisi Bewafaii (1980)
Details on Dialogues from Bollywood movie Thodisi Bewafaii released in year 1980.
Genre Drama, Family
Dialogues
1) Agar bhoolne se rishtey naate toot sakte hai … toh is duniya mein na pyar hota, na nafrat hoti aur na dard hota
by Rajesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
2) Pati ke ghar ka dukh bhi maikay ke sukh se meetha hota hai
by Rajesh Khanna
in House
tagged as: Happiness, House, Sadness
~~ ~~
3) Begam tum hi toh mere Tansen ka tambura ho na … joh har waqt mere dil mein bajta rehta hai
by Deven Verma
in Music
tagged as: Comedy, Music, Romance
~~ ~~
4) Patni ka ghamand hota hai uska pati … aur tum us ghamand ko kayam rakhane ke liye pati ki khushi mein apni khushi talash karna … issi mein ek sukhi pariwar ki zamanat chupi hui hai
by Shreeram Lagoo
in Happiness
tagged as: Family, Happiness, Husband & Wife
~~ ~~
5) Main jis raaste se tumhari taraf aane ki koshish karta hoon … tum us raaste ko mitta dena chahti ho … tumhara yeh bartav sari duniya se kaatkar tumhe alag kar dega, bilkul alag … na koi tumhari taraf aayega, aur na hi kal tum meri taraf aaneka raasta pehchaan sakogi
by Rajesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
6) Azaadi utni hi achchi hai, jitni ki patang udhane ke liye hawa … zyada hawa se patang ki dor toot jaati hai aur woh hichkole khate hue kahin ghum ho jaati hai
by Shreeram Lagoo
in Drama
tagged as: Drama, Weather
~~ ~~
7) Woh pyar hi kya joh faulaadi dil mein band ghut-ghutkar mar jaye … pyar ko izhaar chahiye
by Rajesh Khanna
in Romance
tagged as: Romance
~~ ~~
8) Pehle jab tum baat karti thi tumhari zubaan se shahad tapkata tha … aur aaj tumhari zubaan ka shahad tumhari behen ki makkhiyon ne choos liya hai
by Rajesh Khanna
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks
~~ ~~
9) Kisi ke sar par tel ki handi phoote … magar kisi ki kismat na phoote
in Luck & Destiny
tagged as: Comedy, Luck & Destiny
~~ ~~
10) Ab toh mere liye waqt tehar gaya hai re, zindagi tehar gayi hai … ab toh sirf saans ke tehar jaane ka intezar hai
by Shreeram Lagoo
in Time
tagged as: Drama, Life, Time
~~ ~~
11) Pati par shak karna bhagwan par shak karne ke samaan hai
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Husband & Wife
~~ ~~
12) Patthar ka daag mitt jaata hai … lekin dil par laga hua daag nahi mitta
by Shreeram Lagoo
in Drama
tagged as: Drama
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Thodisi Bewafaii (1980), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply