Information of Bollywood movie Tyaag (1977)
Details on Dialogues from Bollywood movie Tyaag released in year 1977.
Dialogues
1) Purani zameen, purana makaan aur purana dost … jitna zyada purana ho jaye … utna hi zyada yaad aata hai
by Rajesh Khanna
in Friendship
tagged as: Friendship, House
~~ ~~
2) Waqt padne par aadmi jhoot bhi sach ki tarah bolta hai
by Rajesh Khanna
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty
~~ ~~
3) Aadmi har darr se bhaag sakta hai … lekin apne aap se nahi
by Rajesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
4) Arre kha le na yaar, kha le … khali pet toh bhagwan ka naam bhi pet mein dard karta hai
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Religion & God
~~ ~~
5) Insaan marta aur jeeta sirf apne khayalon mein hai … varna maut jaisi toh koi cheez hi nahi hai
by Rajesh Khanna
in Death
tagged as: Death, Inspiration
~~ ~~
6) Main zindagi mein kadve se kadva sach bardaash kar sakta hoon … lekin meethe se meetha jhoot nahi
in Truth & Honesty
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty
~~ ~~
7) Duniya mein kuch kaam aaise hote hai jinhe karne ke liye bhagwan insaan banata hai … aur woh insaan utne hi bade hote hai, jitna bada bhagwan khud hota hai
by Sulochana Latkar
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God
~~ ~~
8) Aadmi bure se bure aadmi ka yakeen kar sakta hai … lekin aurat zaat par bharosa nahi kar sakta
by Prem Chopra
in Women
tagged as: Women
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Tyaag (1977), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply