Information of Bollywood movie Vinashak – Destroyer (1998)
Details on Dialogues from Bollywood movie Vinashak – Destroyer released in year 1998.
Genre Action
Dialogues
1) Zehar toh sirf uske khane waale ko maarta hai … lekin drugs khane waale ke saath saath uske pariwar ko bhi jeete jee maarti hai
by Sunil Shetty
in Drama
tagged as: Drama, Family
~~ ~~
2) Vardi kisi neta ki topi nahi hai … jise apne matlab ke liye jab chaha pehan liya aur jab chaha utaar diya
by Om Puri
in Police
tagged as: Patriotism, Police, Politics
~~ ~~
3) Vardi ka najayaz fayda uthakar jurm ki hukumat karne waale agar tum jaise shaitan is desh mein maujood hai … toh issi vardi ke liye apna sar katane waale janbaaz bhi is desh mein maujood hai
by Mohan Joshi
in Police
tagged as: Courage, Crime, Police
~~ ~~
4) Woh chahe phone par mujhe kitni hi dhamkiyan de … mera aur mere pariwar ka khoon karde … lekin main apni aakhri saans tak sachai ka khoon nahi hone doonga
in Truth & Honesty
tagged as: Family, Truth & Honesty
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Vinashak – Destroyer (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply