Yalgaar (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Yalgaar 1992 Information of Bollywood movie Yalgaar (1992)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Yalgaar released in year 1992.

Genre Action, Drama

Persons
Actor
Feroz Khan, Sanjay Dutt
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Agar tumhari maut mera sivah kisi aur ke haath hui … toh mujhe behad afsoos hoga
by Feroz Khan
in Sadness
tagged as: Death, Sadness

~~ ~~
2) Syahi sasti hai, khoon mehenga hai … ek mamuli si tankha par apni syahi baha dena koi mushkil kaam nahi … lekin ek mamuli si tankha par apna khoon baha dena sirf dilari hi nahi … deewangi hai
by Mukesh Khanna
in Patriotism
tagged as: Job & Career, Patriotism

~~ ~~
3) Sirf paise ke liye jaan ka sauda toh chor, daku, smuggler aur badmash bhi karte hai … lekin ek jhande ke liye jaan ka sauda sirf ek sipahi karta hai
by Mukesh Khanna
in Thief & Criminal
tagged as: Money, Patriotism, Thief & Criminal

~~ ~~
4) Meri raftaar meri zindagi hai
by Sanjay Dutt
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
5) Hamare liye ek murda police officer, ek zinda police officer se zyada kaam ka hota hai
by Vishwajeet Pradhan
in Police
tagged as: Police

~~ ~~
6) Doosre janam mein yakeen ho … toh maut ka khauf kam ho jaata hai
by Vishwajeet Pradhan
in Death
tagged as: Death

~~ ~~
7) Ek baar marna hamesha aasaan hota hai … lekin woh kambakht cheez jisse zindagi kehte hai … uske liye kadam kadam pe marna padta hai
by Feroz Khan
in Life
tagged as: Death, Life

~~ ~~
8) Jis bhagwan ko tu maanta hai … uske saamne aaj aakhri baar apne haath uthakar dua maangle … kyun ki aaj ke baad tere haath kabhi nahin uthenge
by Feroz Khan
in Religion & God
tagged as: Action, Religion & God

~~ ~~
9) Hum jaise log maut ke saath shatranj ka khel khelte hain … kabhi baazi uski, kabhi baazi hamari
in Death
tagged as: Death, Sports & Games, Victory & Success

~~ ~~
10) Main janta hoon ki tumhare haath bahut lambe hai, bahut upar tak jaate hai … lekin khaki ke samne khadi ki taqat dikhane ki koshish mat karo … kyun ki main yeh khaki utarkar khadi pehan sakta hoon … lekin tumhare neta khadi utarkar khaki nahi pehen sakte
by Mukesh Khanna
in Police
tagged as: Clothes & Shoes, Police, Politics

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Yalgaar (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *