Yeh Gulistan Hamara (1972) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Yeh Gulistan Hamara 1972 Information of Bollywood movie Yeh Gulistan Hamara (1972)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Yeh Gulistan Hamara released in year 1972.

Genre Drama

Persons
Actor
Dev Anand, Sharmila Tagore, Pran, Sujit Kumar, Kanan Kaushal
Director
Atma Ram
Music
Sachin Dev Burman
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Rajneeti ke vachan samay ki zaroorat dekhkar diye jaate hai … aur ussi tarah samay ki zaroorat dekhkar todh diye jaate hai
by Jankidas Mehra
in Politics
tagged as: Politics, Time

~~ ~~
2) Jail ki deewar ko todkar bhaag jaana aasaan hai … lekin prem aur dosti ki deewar ko phandna namumkin hai
by Dev Anand
in Drama
tagged as: Drama, Friendship, Romance

~~ ~~
3) Yeh azaadi ki ladai mere mar jaane se khatam nahi hogi … yeh ladai toh mere mar jaane ke baad shuru hogi … aur us waqt tak ladi jaati rahegi jab tak yeh Bharat maa ke bichade hue bachche maa ki ghod mein vapas nahi chale jaate
by Dev Anand
in War & Battle
tagged as: Patriotism, War & Battle

~~ ~~
4) Pyar jab nafrat mein badal jaata hai … toh khatarnak ho jaata hai
by Dev Anand
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Yahan suraj hamari aagya lekar nikalta hai aur chand hamare ishare se doobta hai … hamare liye aane waale kal aur guzar jaane waale kal mein koi fark nahi … dono hi hamare ghulam hai
by Pran
in Drama
tagged as: Drama, Rowdyism

~~ ~~
6) Devta ki mahaan shakti apne bhakton ki hamesha raksha karti hai
by Pran
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
7) Dosti aur wafaadari ka saboot baaton se nahi … kaam se diya jaata hai
by Pran
in Friendship
tagged as: Friendship, Truth & Honesty

~~ ~~
8) Aadmi zindagi aur maut dono se jhoot bol sakta hai … lekin apni premika se nahi
by Pran
in Lies & Cheating
tagged as: Death, Lies & Cheating, Life

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Yeh Gulistan Hamara (1972), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *