Ab Tak Chhappan 2 (2015) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Ab Tak Chhappan 2 2015 Information of Bollywood movie Ab Tak Chhappan 2 (2015)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Ab Tak Chhappan 2 released in year 2015.

Genre Action, Crime, Drama

Persons
Actor
Nana Patekar, Gul Panag, Mohan Agashe, Govind Namdeo, Raj Zutshi, Vikram Gokhale, Dilip Prabhavalkar, Ashutosh Rana, Revathi
Director
Ejaz Gulab
Producer
Ram Gopal Varma
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Upar waale ne insaan ke shareer mein nau chhed kiye hai … do kaan ke, do naak ke, do aankh ke, ek mooh ka … baki ke do tu jaanta hai … sapne mein bhi galat socha na, dusva chhed kar doonga
by Nana Patekar
in Action
tagged as: Action, Rowdyism

~~ ~~
2) Ghar mein hai bas chhe hi log … chaar deewarein, chatt aur main … raat sahuli ek saheli, gora chitta din hai dost … ghar mein hai bas chhe hi log … tehelne nikle tanha parchai, main bhi uske peeche chaloon … neele ambar ke kagaz par panchi hokar chitra banoon … indradhanush ki tirchi daali par chipki geeli geeli aus … ghar mein hai bas chhe hi log … chaar deewarein, chatt aur main
by Nana Patekar
in Poem
tagged as: House, Poem

~~ ~~
3) Force kisi ke baap ki jagir nahi hai … force ki apni ek dignity hai … us dignity ko barkarar rakhna hamari zimmedari hai
by Nana Patekar
in Police
tagged as: Police

~~ ~~
4) Gandhiki jab tak deewar par the humne haar pehnaye … note par aa gaye, humne jeb mein daal liye
by Nana Patekar
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
5) Once a cop, always a cop!
by Mohan Agashe
in Police
tagged as: Police

~~ ~~
6) Ek shehar mein do gangs nahi honi chahiye … varna doosri gang ka istamal koi teesra karta hai
by Vikram Gokhale
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
7) What you perceive is your reality, what I perceive is my reality … there is no reality as such … there are only perceptions
by Nana Patekar
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
8) Force se zyada, joh log force mein hai woh important hote hai … aur hamara system hamesha joh log is kaam ke liye bane hai, unko nazar andaz karke … un logon pe kaam saunpte hai, joh us kaam ke maaine bhi nahi jante
by Mohan Agashe
in Police
tagged as: Government, Police

~~ ~~
9) Isse kehte hai politics … har cheez ka sahi waqt par, sahi dhang se istamal karne ka hunar hona chahiye … joh achcha chal raha hai usse bhigaadna aana chahiye … joh bhigad raha hai usse sudhaarna aana chahiye
by Vikram Gokhale
in Politics
tagged as: Politics

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Ab Tak Chhappan 2 (2015), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *