Jazbaa (2015) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Jazbaa 2015 Information of Bollywood movie Jazbaa (2015)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Jazbaa released in year 2015.

Genre Action, Drama, Thriller

Persons
Actor
Aishwarya Rai, Irrfan Khan, Shabana Azmi, Chandan Roy Sanyal, Jackie Shroff
Director
Sanjay Gupta
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Sharafat ki duniya ka kissa hi khatam … ab jaisi duniya vaise hum
by Irrfan Khan
in World & Universe
tagged as: World & Universe

~~ ~~
2) Rishton mein bharosa aur mobile pe network na ho toh log game khelne lagte hai
by Irrfan Khan
in Technology & Science
tagged as: Comedy, Sports & Games, Technology & Science

~~ ~~
3) Teri amma ne jiske baare mein nahi bataya main tera woh baap hoon
by Irrfan Khan
in Rowdyism
tagged as: Parents, Rowdyism

~~ ~~
4) Mohabbat hai is liye jaane diya … zidd hoti toh baahon mein hoti
by Irrfan Khan
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
5) Yahan sabka ek hi takia-kalaam hai … hazaar ke note pe Bapu ko salaam hai
by Irrfan Khan
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
6) Neend na mashooka ki tarah hoti hai … waqt na do toh bura maanke chali jaati hai
by Irrfan Khan
in Time
tagged as: Comedy, Time

~~ ~~
7) Har cheez ki keemat hoti hai … pata sirf yeh karna hota hai ki kise aur kaise khareedna hai
by Aishwarya Rai
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
8) Aaj kal shareef sirf woh hota hai jiske mobile mein password nahi hota hai
by Irrfan Khan
in Technology & Science
tagged as: Comedy, Technology & Science

~~ ~~
9) Rokda rokde ko kheenchta hai … rokda jab rokde se milta hai toh aur rokda pehda karta hai
by Irrfan Khan
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
10) Tu toh sarkari naukri ki tarah ho gaya hai … badi mushkil se milta hai … woh bhi kismat waalon ko
by Irrfan Khan
in Job & Career
tagged as: Comedy, Government, Job & Career

~~ ~~
11) Ek mard pita banta hai bache ke pehda hone ke baad … magar ek aurat tabhi maa banti hai jab bacha uske garb mein aata hai
by Aishwarya Rai
in Parents
tagged as: Men, Parents, Women

~~ ~~
12) Yeh zindagi badi ajeeb hai … joh kabhi nahi hua hota hai woh kabhi na kabhi zaroor ho jaata hai
by Abhimanyu Singh
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
13) Zindagi sabko imaan bachakar jeene ki luxury nahi deti hai … naa hi sahi ya ghalat mein sahi choose karne ki azaadi … zindagi baar baar aapko aaise modh pe laake khada karti hai … jahan yeh tai karna mushkil ho jaata hai ki jaan bachaye ya imaan
by Irrfan Khan
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
14) Kuch log umar ke saath badhte hai aur kuch log bighadte hai
by Jackie Shroff
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Jazbaa (2015), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *