Qila (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Qila 1998 Information of Bollywood movie Qila (1998)

Details on Dialogues from Bollywood movie Qila released in year 1998.

Genre Thriller

Dialogues
1) Najayaz hote hai woh log … joh najayaz kaam karte hai, najayaz baat karte hai, aur tumhari tarah najayaz sochte hai
by Dilip Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Maa apni kokh se bachche janam toh de sakti hai … lekin usse apna naam nahi de sakti … baap ke naam ki mohar chahiye hoti hai usse zindagi ki har kadam pe
by Rekha
in Parents
tagged as: Drama, Life, Parents

~~ ~~
3) Yeh khoon ke rishtey hai … insaan na inhe banata hai, na hi todh sakta hai
by Dilip Kumar
in Family
tagged as: Drama, Family

~~ ~~
4) Dhan daulat toh aag ki tarah hoti hai … insaan chahe toh usse ghar ka chula jala le … chahe toh uss ghar pe aag laga de
by Smita Jaykar
in House
tagged as: Drama, House, Money

~~ ~~
5) Paida hue bachche par najayaz jayaz ki chaap nahi hoti … aulad sirf aulad hoti hai
by Dilip Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Jhoot insaan ka zyada der tak saath nahi deta
by Dilip Kumar
in Lies & Cheating
tagged as: Drama, Lies & Cheating

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Qila (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *