Tridev (1989) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Tridev 1989 Information of Bollywood movie Tridev (1989)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Tridev released in year 1989.

Genre Action, Thriller

Persons
Actor
Naseeruddin Shah, Sunny Deol, Jackie Shroff, Madhuri Dixit, Anupam Kher, Amrish Puri
Director
Rajiv Rai
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Paap se dharti phati, adharm se aasmaan, atyachaar se kaanpi insaaniyat, raj kar rahe haivaan … jinki hogi taqat apoorv, jinka hoga nishana abhed, joh karenge inka sarvanaash … woh kehlayenge Tridev!
by Naseeruddin Shah
in Poem
tagged as: Action, Inspiration, Poem

~~ ~~
2) Joh insaan jurm ke khilaaf awaaz uthata hai … usko duniya baaghi hi kehti hai
by Naseeruddin Shah
in Crime
tagged as: Crime, Drama

~~ ~~
3) Bade baap ka bigda hua beta aksar galat raaste par hi chalta hai
by Jackie Shroff
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
4) Intezaar kar aur dekh, maut jab dheere dheere aati hai … toh kitni khaufnak hoti hai
by Sunny Deol
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
5) Gunaah ke keechad mein begunaahi ke kamal kabhi nahi khil sakte
by Sunny Deol
in Flowers & Trees
tagged as: Crime, Flowers & Trees

~~ ~~
6) Police ka kaam hai kauwon ki tarah choch marna … aur hamara kaam hai unhe bajra dalkar gumrah karna
by Amrish Puri
in Police
tagged as: Animals & Birds, Food & Drinks, Police

~~ ~~
7) Kutte ko izzat di jaye toh use pichli seat pe bithaya jata hai … par koode ko bori mein daalkar dicki mein patka jata hai
by Sunny Deol
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Transportation

~~ ~~
8) Jo neta desh ko progress ki aur le jaaye, us desh bhakt ko shaheed ho jaana chahiye
by Dalip Tahil
in Politics
tagged as: Drama, Politics

~~ ~~
9) Kam kapde pehenna tujhe pasand hai … aur teri is ada pe marna hum mein pasand hai
by Dalip Tahil
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy, Shayari

~~ ~~
10) Farz ki keemat is vardi se shuru hoti hai … aur kafan ke saath khatam hoti hai
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
11) Yeh gaon nahi shehar hai … yahan darindon ko sher ki tarah bahaduri se nahi, shikari ki tarah jaal dalkar maara jata hai
by Sunny Deol
in City & Places
tagged as: Action, City & Places

~~ ~~
12) Khoon ke saare rishtey ek sachche police officer ke liye ussi din khatam ho jaate hain … jis din yeh vardi pehenta hai
by Anupam Kher
in Police
tagged as: Drama, Police

~~ ~~
13) Kanoon ki hifazat karte karte, aap khud ek gunahgaar ban gaye
by Shekhar Suman
in Law & Order
tagged as: Law & Order, Thief & Criminal

~~ ~~
14) Agar kisi ne tilbhar bhi hilne ki koshish ki … toh sabke sar jism se alag kar doonga
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
15) Apne aasoon sukh jaye toh aadmi doosron ke aasoon pochne chala jata hai
by Amrish Puri
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
16) Hum mein logo ko is hadh tak darrana hai … ki unhe apni zindagi ka har din aakhri din lage
by Amrish Puri
in Drama
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
17) Hamare jaise police officer ki maut par, desh ka jhanda jhuk jaata hai … haan jis din teri maut kanoon ke haathon hogi, ek kutta bhi rone nahi aayega
by Anupam Kher
in Police
tagged as: Animals & Birds, Death, Police

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Tridev (1989), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *