Tumse Achha Kaun Hai (1969) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Tumse Achha Kaun Hai 1969 Information of Bollywood movie Tumse Achha Kaun Hai (1969)

Details on Dialogues from Bollywood movie Tumse Achha Kaun Hai released in year 1969.

Dialogues
1) Apne liye zinda rehna sirf zindagi hai … aur doosron ke liye zinda rehna sirf zindagi hi nahi … balki ibaadat hai, bhakti hai
by Rehman
in Life
tagged as: Inspiration, Life

~~ ~~
2) Sachai se kahin zyada kabhi kabhi masoom sa jhoot dil ko bada baahta hai
by Shammi Kapoor
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
3) Punjab, Sind, Gujarat, Maharashtra … Bangal ho ke Hyderabad … Hindustan ke hum hai … Hindustan hamara
by Shammi Kapoor
in Patriotism
tagged as: City & Places, Patriotism

~~ ~~
4) Zevar utaarkar phir se pehne ja sakte hai … lekin ghar ki izzat woh zevar hai joh ek baar utar gayi toh phir nahi pehni ja sakti
by Shammi Kapoor
in Drama
tagged as: Drama, House

~~ ~~
5) Yeh desh ek ghar aur tamaam sube uski mili-jhuli deewarein … agar yeh deewarein alag alag ho jaye … toh chhat, chhat nahi rahegi … dar, dar nahi rahega … ghar, ghar nahi rahega
by Shubha Khote
in Patriotism
tagged as: House, Patriotism

~~ ~~
6) Agar koi jawan potti jawan potte ko maarengi toh … potta mar jayenga lekin potte ka dil joh hai fadhakta rahenga … fatafat-fhat fatafat-fhat
by Mehmood
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
7) Talwar ka zakhm bhar jaata hai … lekin zubaan ka zakhm nahi bharta
by Pran
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Dawa khali shareer ke hadh tak asar karti hai … magar dua dil ke gehraiyon se hoti hui bhagwan tak pahunch jaati hai
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
9) Agar ek biwi chali gayi toh doosri biwi mil sakti hai … chattees saas sasure mil sakte hai … magar ek sacha dost nahi mil sakta hai
by Mehmood
in Husband & Wife
tagged as: Friendship, Husband & Wife

~~ ~~
10) Ladki khandan ki ek band mutthi hai … jab tak yeh mutthi band hai sharafat, sharafat hai … jis din yeh mutthi khul gayi … ek shareef ladki aur ek bazaari aurat mein koi farak nahi
by Shammi Kapoor
in Women
tagged as: Family, Women

~~ ~~
11) Main all in one hoon … main driver ka motor hoon … main coach van ka ghoda hoon … mail maali ka bhageecha hoon … main kitchen ka bawarchi hoon
by Mehmood
in Comedy
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Transportation

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Tumse Achha Kaun Hai (1969), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *