Yeh Hai Mumbai Meri Jaan (1999) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Yeh Hai Mumbai Meri Jaan 1999 Information of Bollywood movie Yeh Hai Mumbai Meri Jaan (1999)

Details on Dialogues from Bollywood movie Yeh Hai Mumbai Meri Jaan released in year 1999.

Dialogues
1) Yeh mat bhool ki chamakta suraj andhere ki kook se hi nikalta hai … thandi hawa ka mazaa paseena aane ke baad hi aata hai … dukh, gham, pareshani tere raaste ki rukavat nahi … teri manzil ka raasta hai
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Sadness

~~ ~~
2) Jeeti hui baazi haari nahi jaati … imaan ke taange par koi sawari nahi aati
by Chunky Pandey
in Shayari
tagged as: Shayari, Truth & Honesty, War & Battle

~~ ~~
3) Yahan lakhon logon ke karodon sapne hai … kuch sache, kuch jhoote … kuch ban gaye, kuch toote
in Dreams
tagged as: Dreams, Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
4) Yeh ghadi sanam tere bina katti nahi … tere chehre se meri nazar hatti nahi
by Twinkle Khanna
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari, Time

~~ ~~
5) Ek doosre se aage badne ki jaldbaazi mein aur apni manzil tak pahunchne ki maramaari mein … hum apne manzil ke kareeb tak shayad pahunch jaate hai … magar apne aap se door ho jaate hai
by Saif Ali Khan
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
6) Sab hai char din ki chandni, yeh riyasate yeh wazarate … mujhe us fakir ki shaan de, ki zamana jiski misaal de
by Chunky Pandey
in Shayari
tagged as: Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Yeh Hai Mumbai Meri Jaan (1999), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *